🌙✨ Eid ul Azha Mubarak ✨🌙
Qurbani sirf jaanwar ki nahin hoti,
Apne andar ke ghamand, nafrat aur khudgarzi ki bhi hoti hai.
Eid ul Azha ka asal paighaam hai:
"Khuda ki raza ke liye sab kuch qurbaan kar dena."
🕋 Aap aur aap ke ghar walon ko
Eid ul Azha ki dil se Mubarakbaad!
🕌 Dua hai ke yeh Eid ap ke liye khushiyan, sehat aur barkat le kar aaye.
🌸 Eid Mubarak!
#Eidmubarak